"Sab Sahi Hai Bro" was sung by Badshah. This lyrics was taken from the Aladdin 2019 film and written by Badshah.
Credits of this song
Title of Song: Sab sahi hai bro
Singer: Badshah
Written by: Badshah
Composed by: Badshah
"Sab Sahi Hai Bro"
(Inspired by "Aladdin")
Multi-cuisine hai khana
Jo bhi chahe bajega gaana
Dance floor pe aag lagegi
Party puri raat chalegi
Bina ticket ke fly kara du
Shehzadi pe try kara du
Hum jaisa koyi nahi hai bro
Tension mat le sab sahi hai bro, uh
Sab sahi hai bro
Sab sahi hai bro
Sab sahi hai bro
Hum dono ki friendship
Jaise chai ke andar cheeni bro
Poori kardu wishlist Teri
Main hoon tera Genie bro
Money plant pe money uga doon
Har ik baat main funny bana doon
Registan mein tant laga doon
Baarish ka din sunny bana doon
Jahan khade wahin vip hai
Friend circle sara A-list hai
Naach-naach ke paagal ho jaao
Badshah ke gaano ki playlist hai
Hum saab koyi nai hai bro
Everything yahi hai bro
Jinki friendship ke charche hain
Duniya mein, hum wahi hain bro
Sab sahi hai bro
Sab sahi hai bro
Sab sahi hai bro
Baat sun meri sab sahi hai bro
Sab sahi hai bro
Sab sahi hai bro
Sab sahi hai bro
Jisko chahe bula lo
Chahe sari raat nachaa lo
Bhai log hain full form mein
Chahe competition karwa lo
Party kar di hai throw
Masti ho rahi hai grow
Ghar jana ab nahi hai bro
Baaki sab kujh sahi hai bro
Sahi hai bro
Sab sahi hai bro
Sab sahi hai bro
Sab sahi hai bro
Sab sahi hai bro
It's your boy Badshah!
THE END
Watch Video:
Thanks for viewing this lyrics at last. I hope this lyrics is more helpful for you and share with your friends.
If you have any found any error in this lyrics, you can contact me. At last, If you like this lyrics then write your feedback in the comment section.

0 Comments
Please do not enter any spam link in the comment box.